Poetry in Urdu Shayari, Ghazals, Nazms

UrduWire.com presents thousands of best roman & Urdu poetries, ghazals, Urdu sher & nazms. Read the best shayari by Pakistani & Indian famous Urdu poets.

Teri Nazroon Ka Wusal Itna Bhi Asaan Nhi
Teri Nazroon Ka Wusal Itna Bhi Asaan Nhi
Honi K Hony Ka Taqdeer Ko Bhi Imkan Nhi
آئنہ دیکھ کر تسلی ہوئی
آئنہ دیکھ کر تسلی ہوئی
ہم کو اس گھر میں جانتا ہے کوئی
Mere Rab Ki Mujh Par Inayat Hui Kahu Bhi To Kese Ibadat Hui
Mere Rab Ki Mujh Par Inayat Hui Kahu Bhi To Kese Ibadat Hui
Haqeqat Hui Jese Mujh Par Iyaan Qalam Ban Gaya Hai Khuda Ki Zubaa
مسکرا کر چلو کھلکھلا کر چلو
مسکرا کر چلو کھلکھلا کر چلو
دل کسی کا مگر نہ دکھا کر چلو
‏‎Nazar Nazar Main He Dewana Bana Dete Hain (Saqi)
‏‎Nazar Nazar Main He Dewana Bana Dete Hain (Saqi)
Husan Walon Ki Jhalak Kamal Hoti Hai‎
Eid Ka Chand Tum Ne Dekh Liya
Eid Ka Chand Tum Ne Dekh Liya
Chandi Eid Ho Gai Hogi
Maa Jab Bhe Ghar Say Door Jati Hai
Maa Jab Bhe Ghar Say Door Jati Hai
Mera Zindagi Udaaas Hojati Hai
جہاں دیکھو عشق کے بیمار بیٹھے ہیں
جہاں دیکھو عشق کے بیمار بیٹھے ہیں
ہزاروں مر کر بھی لاکھوں تیار بیٹھے ہیں
چمن زار محبت میں خموشی موت ہے بلبل
چمن زار محبت میں خموشی موت ہے بلبل
یہاں کی زندگی پابندئ رسم فغاں تک ہے
کوئی دن گر زندگانی اور ہے
کوئی دن گر زندگانی اور ہے اپنے جی میں ہم نے ٹھانی اور ہے آتش دوزخ میں یہ گرمی کہاں سوز غم ہائے نہانی اور ہے بارہا دیکھی ہیں ان کی رنجشیں پر کچھ اب کے سرگرانی اور ہے دے کے خط منہ دیکھتا ہے نامہ بر
کچھ تو پیغام زبانی اور ہے

قاطع اعمار ہے اکثر نجوم
وہ بلائے آسمانی اور ہے

ہو چکیں غالبؔ بلائیں سب تمام
ایک مرگ ناگہانی اور ہے
جمع ہم نے کیا ہے غم دل میں
جمع ہم نے کیا ہے غم دل میں
اس کا اب سود کھائے جائیں گے
چوں شمع سوزاں چوں ذرہ حیراں ز مہر آں مہ بگشتم آخر
نمی دانم چہ منزل بود،شب جای کہ من بودم
بہر سو رقصِ بسمل بود،شب جای کہ من بودم

پری پیکرنگاری،سرو قدی،لالہ رُخساری
سراپا آفتِ دل بود،شب جای کہ من بودم

رقیباں گوش بر آواز،او در ناز و من ترساں
سُخن گفتن چہ مشکل بود،شب جای کہ من بودم

خدا خود میرِ مجلس بود،اندر لامکاں خسرو
محمد(صلی اللہ علیہ وسلّم) شمع محفل بود ،شب جای کہ من بودم
پیڑ کو دیمک لگ جائے یا آدم زاد کو غم
پیڑ کو دیمک لگ جائے یا آدم زاد کو غم
دونوں ہی کو امجد ہم نے بچتے دیکھا کم

تاریکی کے ہاتھ پہ بیعت کرنے والوں کا
سُورج کی بس ایک کِرن سے گھُٹ جاتا ہے دَم

رنگوں کو کلیوں میں جینا کون سکھاتا ہے!
شبنم کیسے رُکنا سیکھی! تِتلی کیسے رَم!

آنکھوں میں یہ پَلنے والے خواب نہ بجھنے پائیں
دل کے چاند چراغ کی دیکھو‘ لَو نہ ہو مدّھم

ہنس پڑتا ہے بہت زیادہ غم میں بھی انساں
بہت خوشی سے بھی تو آنکھیں ہو جاتی ہیں نم
Ek Chingaari Bechari Kahin Jal Bhuj Rahi Hai
Ek Chingaari Bechari Kahin Jal Bhuj Rahi Hai
Dil Ki Ye Rahdaari Kahin Jal Bhuj Rahi Hai
Sada Hai Fikr e Taraqqi Buland Beenon Ko
Sadaa Hai Fikr-E-Taraqqi Buland-Beenon Ko
Hum Aasmaan Se Laaye Hain In Zameenon Ko

Padhen Durood Na Kyon Dekh Kar Haseenon Ko
Khyaal-E-Sanat-E-Saane Hai Paak-Beenon Ko

Kamaal-E-Faqr Bhi Shaayaan Hai Paak-Beenon Ko
Ye Khaak Takht Hai Hum Boriya-Nasheenon Ko

Lahad Mein Soye Hain Chhoda Hai Shah-Nasheenon Ko
Qazaa Kahan Se Kahan Le Gayi Makeenon Ko

Ye Jhurriyan Nahin Haathon Pe Zof-E-Peeri Ne
Chuna Hai Jaama-E-Asli Ki Aasteenon Ko

Laga Raha Hun Mazaamin-E-Nau Ke Phir Ambaar
Khabar Karo Mere Khirman Ke Khosha-Cheenon Ko

Bhala Taraddud-E-Beja Se Un Mein Kya Haasil
Utha Chuke Hain Zameendaar Jin Zameenon Ko

Unhin Ko Aaj Nahin Baithne Ki Jaa Milti
Muaf Karte The Jo Log Kal Zameenon Ko

Ye Zaairon Ko Mili Sarfaraaziyaan Warna
Kahan Naseeb Ki Chumen Malak-Jabeenon Ko

Sajaaya Hum Ne Mazaamin Ke Taaza Phoolon Se
Basa Diya Hai In Ujdi Hui Zameenon Ko

Lahad Bhi Dekhiye In Mein Naseeb Ho Ki Na Ho
Ki Khaak Chhaan Ke Paaya Hai Jin Zameenon Ko

Zawaal-E-Taaqat-O Mu-E-Saped-O-Zof-E-Basar
Inhin Se Paaye Bashar Maut Ke Qareenon Ko

Nahin Khabar Unhen Mitti Mein Apne Milne Ki
Zameen Mein Gaad Ke Baithe Hain Jo Dafeenon Ko

Khabar Nahin Unhen Kya Badobast-E-Pukhta Ki
Jo Ghasb Karne Lage Ghair Ki Zameenon Ko

Jahaan Se Uth Gaye Jo Log Phir Nahin Milte
Kahan Se Dhoond Ke Ab Laayen Hum-Nasheenon Ko

Nazar Mein Phirti Hai Woh Teergi-O Tanhaayi
Lahad Ki Khaak Hai Surma Maal-Baeenon Ko

Khyaal-E-Khaatir-E-Ahbaab Chahiye Har Dum
Anees’ Thes Na Lag Jaaye Aabgeenon Ko
دنیا میں عبادت کو تری آئے ہوئے ہیں
دنیا میں عبادت کو تری آئے ہوئے ہیں
پر حسن بتاں دیکھ کے گھبرائے ہوئے ہیں
ہماری آنکھوں میں وفا کی اُمید رہنے دو
ہماری آنکھوں میں وفا کی اُمید رہنے دو
سُنو! تُم ہمیں ذرا اپنے پاس رہنے دو
Wo Nabiyon Mein Rehmat Laqab Pane Wala
Wo Nabiyon Mein Rehmat Laqab Pane Wala
Ussi Sey Hai Islam Ka Bol Bala
Gham Sabhi Rahat O Taskeen Mein Dhal Jaate Hain
Gham Sabhi Rahat O Taskeen Mein Dhal Jaate Hain
Jab Karam Hota Hai Haalat Badal Jaate Hain
Apni Baton Mn Mere Naam Ke Hawle Likhna Ay Dost
Apni Baton Mn Mere Naam Ke Hawle Likhna Ay Dost
Mn Tujse Door Hn Khud Ko Sanbhale Rkhna

Urdu Poetry, Shayari & Ghazal

Urdu Shayari is a cherished tradition that has been passed down through generations, celebrated for its elegance and emotional depth. Urdu, with its lyrical quality and vocabulary drawn from Persian, Arabic, and Turkish, is considered one of the most expressive languages in the world.