Barish Rain Poetry - Urdu Roman Barish Rain Shayari

Urdu Roman Barish Rain Shayari - Rain is an event which often strikes the chords of the romantic and soft hearted. It invokes complex and nostalgic emotions in the hearts of every person, reminding some of their childhood, some of a romantic moment and some of appreciating the little and simple things in life. Rain has been famous depicted in the poetic works and shayari of many famous poets like sahir ludhianvi, joan elia, ghalib, faiz ahmed faiz, ahmed faraz an wasi shah. Each one depicts such emotions that it becomes impossible not to view rain as a work of art.

Tumhain Barish Pasand Hai Muje Barish Main Tum
Tumhain Barish Pasand Hai Muje Barish Main Tum
Tumhain Hansna Pasand Hai Muje Hanste Hoye Tum
Rafta Rafta Hawae'n Rukh Badil Rahi Hain Apna
Rafta Rafta Hawae'n Rukh Badil Rahi Hain Apna
Tum Bhi Sambhal Jao Iss Baarish Say Pehly
Wo Jo Diary Mein Kuch Phool Parry Hain Ab Bhi
Wo Jo Diary Mein Kuch Phool Parry Hain Ab Bhi
Un Ki Khushboo Urra Jao Iss Baarish Say Pehly
Tum Mere Nahi Bata Jao Iss Baarish Say Pehly
Tum Mere Nahi Bata Jao Iss Baarish Say Pehly
Apne Naqsh Sabi Mita Jao Iss Baarish Say Pehly
Wohi Barish Wohi Badal Hawaa'en Waisi
Wohi Barish Wohi Badal Hawaa'en Waisi
Ik Tum Hi Nahi Musam Ki Adaa'en Waisi
Barishon Main Chalny Sy Ik Bat Yad Ati Hai
Barishon Main Chalny Sy Ik Bat Yad Ati Hai
Phisalny K Khof Sy Wo Hath Tham Leta Tha
Bar Bar Barasnay Se Kia Hasil?
Bar Bar Barasnay Se Kia Hasil?
Ik Bar Baras Jao Muhabbat Ban Kar
Barish Ki Awargi Ne Hr Rut Badl Diya Ae Dost
Barish Ki Awargi Ne Hr Rut Badl Diya Ae Dost
Jinhe Mushkil Se Bhoole They Wo Phir Yaad Aane Lge